Urdu Inspirational Quotes Biography
Source(google.com.pk)Quotes of Sheikh Saadi
November 24, 2012 by Editor 720 Comments
Brief History: Abu Muhammad Muslih al-Din bin Abdallah Shirazi, better known by his pen-name ‘Saadi’, was born in Shiraz, Iran in 1210.
He is one of the famous Persian poets. He has also been quoted in western sources. He is recognized for the quality of his writings and for the depth of his social and moral thoughts. His main interests were in Poetry, Mysticism, Logic, Ethics and Sufism.
His best known works are Bostan (The Orchard) completed in 1257 and Gulistan (The Rose Garden) in 1258. Bostan is entirely in verse (epic metre) and consists of stories aptly illustrating the standard virtues recommended to Muslims (justice, liberality, modesty, contentment) as well as of reflections on the behaviour of dervishes and their ecstatic practices. Gulistan is mainly in prose and contains stories and personal anecdotes. The text is interspersed with a variety of short poems, containing aphorisms, advice, and humorous reflections.
He died in 1291 or 1292 in Shiraz, Iran.
Urdu Sayings
Such ke raste pe to log hajar
Dukh ke path par na koi
Dukh pe bhi jo sath chale jano
Wo hi sacha saath hoi
Kar sako to kuch karte chalo
Aas na rakho koi
*****************
Zindagi USTAD Se Ziyada Sakht Hoti Hai".USTAD Sabaq Dy Kar Imtehan Leta Hai..Aur Zindagi Imtehan Ly Kar Sabaq..
*****************
aitemad ek rooh ki tarha hota hai. ek dafa chala jai tou phir waapis nahi aata
*****************
Jab gunahon ke bawajood Rab-ul-Izzat ki naimatein musalsal tumhein milti rahein to hoshiyar ho jana ke tumhara hisaab qareeb aur sakht tareen hai Hazrat Ali (AS)---
*****************
Momin woh nahin jis ki mehfil paak ho, Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho Hazrat Ali (AS)---
*****************
3 kaam kisi ke dil mein aapki izzat barhatey hein
1. Salaam karna 2. Kisi ko jagah dena 3. Asal naam se pukarna Hazrat Ali (AS)---
*****************
Dill To Mera Udass Hai Nasir
Shehar Kun Sa'ain Sa'ain Karta Hai
*****************
jitne channel TV ke,
jitne channel TV ke,
utne nakhre biwi ke.
TV chalta remote se,
biwi chalti hai note se.
*****************
Pyaar kahty hai..Mohabbat kahty hai..
Kuch lg use bandagi kahty hai..
Magar jinky sath hm dosti karty hai..
Hm unhy apni zindgi kahty hai.
*****************
Nahi bn jata koi apna yuhi dil lagany sy,
Karni pardti hai dua rab sy sacha rishta pany mein,
rakhna sambhal kr ye rishta apna toot na jaye kisi ky bahkany sy.
*****************
Is dil ko kisi ahat ki aas rehti hai,
nigah ko tumhari surat ki pyas rahti hai,
hamy tere bin kisi chiz ki kami tu nahi,
mgr tere bina zindagi udaas rehti hai.
*****************
Qadam Qadam Pr Baharon Ny Sath Chod Diya.
Para Jb Waqt Tu Apno Ny Sath Chod Diya.
Qasam Khaii Thi In Sitaron Ny, Sath Dainy Ki.
Subah Hoty Hi Sitaron Ny Bhi Sath Chod Diya.
*****************
Matt puch mere sabar ki inteha kaha tk hai?
TU sitam kr Ly, teri taqkat jaha tk hai.
Wafa ki umeed jinhy hogi,unhy hogi.
Hmein tu dekhna hai, TU zalim kaha tk hai?
*****************
Tukkra k usny mujh ko kaha k muskrao.
Mai hass dya akhir sawal uski kushi ka tha.
Mai ny khoya wo jo mera tha hi nahi.
usny khoya wo jo srf uska tha.
*****************
Mairy hamsafr...
Mairy Hamnasheen...
Main ny Rab sy manga tu kuch nahi.
Main ny jb b mangi koi dua!.
Nahi manga kuch b "Tere siwa"...
Ya talab kiya k mera Khuda!
Sbhi rahatien..
Sbhi chahtien..
Wo ata kary tujhy manlilain..
Ya talab kiya k mera Khuda!
Tujhy bakht dy..
Tujhy taj dy..
Mairy Humsafr...
Mairy Chara gur...
*****************
Hum unky husn mai is kader kho jaaty hai.
Unko bataany mai zamaany lag jaaty hai.
Aik wo hai jo palky uthaaty hai.
Aur aik hi nazar my sb kuch keh jaaty hai.
*****************
chandni raat k hathon py sawar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai
is main kuch rang bhi hain khuwab bhi mehkar bhi hai
jhilmilati hoi khawish bhi inkaar bhi hai
isi khushboo main kayi dard bhi afsanay bhi
isi khushboo ny banay kayi dewanay bhi
meray anchal py umeedon ki qitar utri hai
koi khushboo meri delhiz k paar utri hai
*****************
Kbhi hai talkh sa lehja kbhi Saba ki tarhan
Mizaaj apna badalta hai wo hawa ki tarhan
Wo apny aap se begaana kr gya hmko
Aik ajnabi jo mila khaas aashna ki tarhan
*****************
bhool payengay gy na hm, yadain pehli wafa ki
Thoora sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
Bewafa tm nahi ho, bewafa hm nahi hain
apni kismat main shayed ghum hi kuch km nahi hai
iss main meri khata kiya koi mujh ko samjhy
pyar karnay ki aise kyun saza dil yeh pye
main nay Aaitbr kiya tha milli rosway
Thoora sa pyar hoowa tha, ab bhi hai baaki
*****************
Tera Aks K Qarebtar,Teri Yad Jan Sy Aziztar
Tera Dard Sb Sy Hai Moatbaar
Kabhi Loat Aao Jo Ho Saky
Tere Bin Hai Soona Mera nagar
Mere Hm Nasheen Mere Humsafar
Teri Dosti Hai AzeemTr
Tujhy Duaen Itni Main Dy Sakun
Koi Dy Saky Na Umer Bhar
Urdu Inspirational Quotes Urdu Quotes In English Images About Life For Facebook On Love On Friendship On Education Pics

No comments:
Post a Comment